Haidh ki haalat me dupatta napaak hota he?

Q: Me larki hu aur mujhe poochna he ke mujhe haidh he aur agar me ayk naya duppata pehenlo paanch minute baad nekaalo us duppate ko to kiya wo duppata napaak huwa zaroori he usi duppata me koi namaaz nahi par sakti ya zaroori he usi duppata ko dhowu ya nahi?

A: Dupatta paak he. Haidh ki haalat me uske pehnne se napaak nahi huwa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)