Jo paisa hadya ke tor par mila, us se sadaqa owr zakaat adaa karna

Q: Mufti sahab main ek housewife hu. Mujhe ye pochna tha ke 1) Mujhe jo paise gift men mile ya kisi ne eidi di (jo ke meri kamaai ke zariye nahin aaye) husband ya father ki kaamai ke paise se sadqah don to kya is ka ajar mujhe milega? 2) Owr zakaat bhi unhi paison se don to kia zakaat ada hojaegi?

A:

1. Jee.

2. Jee.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)