Khatarnaak jumla kehna

Q: Mufti sb main na ek dost sa kaha ka imaandarai ka sath business karo kaam karo us na aga sa kaha ka imaandari sa ****hasil hota h us na gali nikali aur wo gali main nahi bta sakta laikin mard ki sharamg ka mutaliq gali thi to main na is jumla ko har giz acha nahi samjha aur astagfirrullah kaha us ko bhi kaha ka toba karo kya ya fohash goi h ya jumla kufr imandari sa mtaliq.

A: Ayse jumlah kehna bare khatarnaak he. Taubah karna chaahiye. Aysa alfaaz aaindah ne kahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: