Haidh ke doran pehnay huwe kapre

Q: Mujhe ye poochna tha ke agar haidh ke doraan pehne huwe kapre saf ho aur haidh ke ghusal ke bad dobara pehne jaye to kya wo paak honge aur kya un kapro me namaz ho jayegi? Jab ke un par koi daag bhi na laga ho.

A: Paak he

Namaaz bhi us ke andar parhi jaasakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)