Kalimaat-e-kufr ka shak

Q: Ek shaks ki gari kharraab ho gae us ko kisi na kha ka Allah ho chowk pa dukaan h wha sa sahi karwa lo us na aga sa bezari ka izhaar kia ka muje itni door jana pare ga ab us na gali di aur Allah ho chowk ka naam lia ab mufti sb Allah ka naam ya tauheen karna wala par to hukm kufr h laikin yaha par us na chowk par jana ki waja sa chowk ko gali di h mazallah Allah ka naam ko nhai jo main samjha tha ya is tarha sa bola ho ga us na jumla ka (gali di!Allah ho chowk) ab ap btae situation mere samni thi aur us par kya hukm ho ga kya wo muslim rahe ga ya nahi gunahaar sa gunnahgaaar muslim Allah ka naam sa muhabat karta h gali dana ka soch bhi nahi sakata jawaab da dain is sari situation ka

A: Gali se muraad Allah nahi kyunke woh jagah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: