Kamaai se kuch paisa ku jama karna shaadi ke lia

Q: 2 aadmi hai dono ki ek biwi ek ladka or ek ladki hai dono ek din mai 500 rupee kamate hai ek to wo paise khane or biwi bacho pe kharch kar deta hai dusra sasta khana khata h or biwi bacho pe kanjusi se kharch krta hai or paiso ko jama karta hai kyuki use bachi ki shadi karni hai or ghar lena hai ya koi or wajah hai to dono mai se Islam ki nazar mai kon saheeh ya behtar hai.

Jo paise kamae jae unhe jyaz tarike se kharch karke Allah se ye ummid rakhna ki paisa kuch nahi hai Allah chahe to asbab banake kahi se bhi de dega kya ye sochna galat hai ???

A:

Baat ghalat nahi. Albatta shaadi me bheja kharach karna jis tarah aajkal murawwaj he bohot hee buree baat he.

Saheeh he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)