Baal ku jalaana

Q: Kya aurat apne baal jala sakti jo kanghi karte toot jate hain ta ke kisi ki nazar na paray agar nahi jala sakti tou kyun nahi aur phir kya kare.

A: Nahi. Nahi jalaana chaahiye.

Zameen ke andar dabaa dena chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)