Sunnato ke aakhiri do rakaato me surah na parhna

Q: Agar sunnat namaaz me galti se teesri aur choti rakat me surah fatiha ke bad koi surah nahi pari aur salam pher diya aur phir doosri namaaz ki niyat kar li phir yaad aaya ke surah nahi pari thi is surat me kiya kiya jaye?

A: Agar waqt baaqi he to Sunnato ko dobarah parhle. Agar waqt guzar gaya to Sunnato ki koi qadha nahi. Aaindah aysee ghalati na kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)