Biwi shohar ki baat na maane

Q: Agar koi aurat apne shohar ki baat na maane or apni maan maani kare to kiya karna chahye. Agar ek aurat apne maa baap bhai behan ko apne shohar se ziyada ihamiyat de to kiya karna chaye ya iske ke liye koi dua hai taa kae aurat ko sahe raasta dikaya ja sake shohar ke lac samjaete asa kare to kiya karna chaye.

A: Agar shohar biwi ku shariah ke mutaabiq hukam kare aur biwi shohar ki baat na maane, to ye bohot bura he. Ghar me rowzaana fazaail-e-amaal owr fazaail-e-sadaqaat ki ta'leem kare ghar waalo ke saat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)