Jumuah namaaz ke bad sunnato me attahiyyaat parhna

Q:

1. Kya bad az juma ki sunnate jo he us me attahiyaat poora parhna chahiye?

2. Kya ye sunnate muakkadah he ya ghair muakkadah?

A:

1. Jumuah namaaz ke bad chaar sunnat ke pehle qa'da me sirf attahiyyaat parhi jaegi. Us ke ba'd aadmi khara hoga owr doowsri do rakaat parh kar tashahhud me bhetega. Is tashahhud me attahiyyaat, durood-e-ebrahim owr dua parhi jaegi.

2. Jumu'ah ke bad chaar rakaat parhi jaegi phir do rakaat. Ye che rakaat sunnat-e-muakkadah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)