Account kholne se pehle kisi deendaar shakhs se mashwarah karna

Q: Ma aik do din sa bara parashan ho payoneer aik online bank ha online work ka paisa is ma log transfer kar k mangvata ha mana jab account banan tha tu muja waham ho gya k is ki term of service ma koi galat bat na ho jo accept ho jai mana term of service ko dekha bi lekin phir bi shak raha term of service english ma thi jaha tak ho saka mana un ko para lekin muja koi asi bat nazar nai ayi jis ka muja waham tha mera causin na wo account apna nam pa banaya lekin muj ab ya kheyal a raha ha k muja is bat ka shak tu th ya waham tha mana usa kyu kaha k tum account banao agar us ma koi galat bat nikal ayi ya unho na apni term of service change kar di bad ma koi galat bat dal di muja ya kheyal a raha ha k mana us ko ya kyu nai bataya k muja is bat pa shak ho raha ha k mana us ko roka kyu nai hum na is account ko istemal nai karta kya us ko ma kaho k muja asa lag raha ha k mera sa koi galti ho gai ha kya us ko ya bat batao ya sirf ma hud Allah pak sa tauba karo us ko mana ya kaha h k yar account delete kar da ga hum istemal tu karta nai is bat ka pata nai k us ma kya term of service ha .

A: Aap apne rishtedaar ko bataade ke aap uske terms wa ghayra se poori tarah se waaqif nahi agar kholna hee ho to koi waaqif kaar se pooch le jo deen aur deeni ahkaam ko achchi tarah se samajhta ho aur jaanta ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)