Udhaar ko zakaat samajh kar maaf dena

Q: Main ne kisi dost ka qarz ada karnay k liay us ko paisay diay udhaar k tor par. ab vo mujhay ada nahi kar sakta. kia main us ko zakat samajh kar maaf kar sakta hoon?

A: Zakaat is tarah se ada nahi hoga. Agar aap chaahe ke aap ki zakaat ada hojaai aur us aadmi ki qarz maaf bhi hojaai, to qarz ke miqdaar ke baraabar paise us aadmi ko de zakaat ki niyyat se phir us se kahe ke wo paise aap ko waapas kare apne qarz ke liye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)