Khwaab ki Tabeer

Q: Khawb me mere chacha ka purana ghar dekha jo khandar jesa lag raha tha, aur un k appartment me utar te waqt chote chote saanp dekhe us se bach ne k liye mene mere bhai ko leke ek diwal pe chad gaya, hir aage dekha k me akela appt se bahar nikla to ek bada kala (takreeban 6 ft) ka saap (snack) khada hai jo mujh pe attack karna chahta hai bt attack nahi kiya, fir khawb change hua. Aage yu Dekha k jaha me kaam karta hu wo company me b saap dikhtey hai jissey bachney k liye me aur mere saath  kaam karney wale kafir bhi bhaag tey hai, me kisi ki bike lekey bhhag ta hu bt dil me khayl ata hai k ye kisi aur ki bike hogy fir me mud k fir se usi jagah wo bike rakhney jata hu hazrat meharbani kar k tabeer bataye.

bismillah.jpg

A: Har namaaz ke ba'd owr isy tarah sowne se pehle Aayatul Kursi or Surha Iklaas, Surah Falaq owr Surah Naas ke parhne ka ihtimaam karo. Allah Ta'ala aap ku har shar se bacha le.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: