Awrat kisi owr ku anpa bacha dena ya kisi aur ke bache ko ziyaada pyaar karna

Q: Kis ma kis darja bura hai, jisne bacha paida karke bache kisi ko dediya jo nafrath karti hai ya jis aurat ne paida kiya aulad ko ya jisne apni aulad hote huve b kisi aur ke aulad ko bahut pyar karti hai?

A: Dono aurate baawli he, be samajh he. Baawlo ka kya poochna. Unke yaha kya faaidah he ba wajood baawla pan aur kuch nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)