Larki ki kamaai me susraak ka koi haq hota he?

Q: Muje shadi 2 month hi huwe hain. Shadi se pehle he may ek govt teacher hun. May shadi k baad b apne maabaap ku mari salary me se kuj raqam deneki shart rakhi thi...uswaqt ladke gharwale behad naram mizach se ye kehdiya k wo ladki ki mehnath ki kamayi hai wo jo b uski marzi se kare aur bus hame beta beti kush rahe kaha aur is baat per unhone koyi dusri shart nahi ki aur shadi hogayi.

Shadi k baad her mahine apka salary kya huwa kahan karch karte ho kitna hai ye sub puchne lage hain. Apne salary se maabaap ku deker tumara karcha utalene k badme Bachat paise ya card muje dedo may husband hun kawwam hun muje haq hai puchne ka.meri hukum tume manni hai. tumari her jiz per muje haq hai math chupao dedo muje kehte kehte ab mere shohar k maa paab b yahi puchne lage hain. Tumara paisa ya card apne shohar k pass do kehene lage hain mere saarur saas.

*May ne kaha k may dungi magar muje khud Ji kare chand saal sabar kare. Tho wo isBath per razi nahi hain ab march machine me hi dedeti hun boldo karko sub milko bait ko zabardasti mujse puchte. Ayesi halathper muje koyi samajme nahi ata may kya karun?

A: Un sab ku larki ke paise owr maal par koi haq nahi he. Agar qareeb me koi neak aalim rehte ho, jo showhar owr showhar ke maa baap ku ye masla samjhaa sakte he, to un ki taraf ruju kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)