Lafz talab aur tala se talaaq hoti he?

Q: Lafz 'talab' lafz 'tala' ya aise h alfaz jiska mtlb kuch or nikal rha ho aise lafzo ka istmaal karne se talaaq waqi ho jaigi? Or agar karne wale k zehen mein malum hai mene dusra lafz istmal kia h..

Or agar koi shaks lafz 'Talakh' istmal krta hai without intention or is lafz ko urdu mein istmal kia jata hai' talakh kalami ' begree tewar iska meaning hai to aise lafzon se talaaq wajib hoti hai agar to konsi wajib hogi? Mjhe tasfeel se btaiye quran hadees ki roshni mein barai meherbani ..

A: Talab aur tala se talaaq to hota nahi.

Agar muzaakara talaaq me ya talaaq ki niyyat se kaha ho to talaaq ho jayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: