Ghar ke kharcha ko poora karna

Q: Me har month apni slalry me se kuch hisa Allah ke waaste zarorat mand logo ko de deya krta hoon mgar next month mere father retire ho rahe hain or mere walid sahib ne mjh se ghar k kharacha me izafe ka kaha hai albata mere amdani me koi izafa nai hua hai to kia me wo jo raqam Allah ke waaste zarorat mnd logo ko deya krta tha us raqam ko ghr k kharach k izafe me use kar sakta hn kiu k mere ikhrajat is wqt mjhe izafe ki ijazat nai de rahe hain agr me Allah ke waaste to raqam deta tha agr use ghr k ikhrajat me use kroga to kia Allah naraz to nai hoga?

A: Jee ha.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)