Mayyit ke ghar me logo ko khana khilana

Q: Jab koi foat ho jata hai tu uss kay ghar wallay uska kafan daffan ki taiyari krtay hain. Aissay mein bohat say log jo wahan jamah hotay hain unko khanna khelanay kay baray mein kiya ahkaam hain?

A: Ye amal bidat he. Us se ihtiraaz kiya jaai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)