Aayat-e-sajdah or us ka tarjuma dono parne se ik sajda wajib hota he?

Q: Kia ayat e sajda or us ka tarjuma dono parne se ik sajda wajib hota he ya do? 

A: Agar eik hi majlis me kisi ne eik aayat e sajdah pari aur usi aayat e sajdah ka tarjuma para, to eik sajdah waajib hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)