Imaam ke peech khaamosh rehna

Q: Jab hum Imaam ke peechay namaaz parhte he khaas tor par zohar or asar ki namaaz. Imam jab Allah hu Akbar kehta he phr wo sana parhta he. Phir wo apni tilawaat karta he. Kya hume apni tilwaat karni chahiye imaam ke peeche? Our doosra sawaal ye he ke surah faatiha teesri rakaat me parhni chahiye? Ya khamoshi ikhtiyaar karleni chahiye?

A: Muqtadi ko chaahiye ke wo Imaam ke peeche khaamosh rahe. Wo saari rakaat me kuch nahi parhega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)