Interest ke paise ka itimaal karna

Q: Mein ek private MNC company mein kaam karta hu mein kuch paise Fixed deposit mein rakha hai tax purposes and as investment mere family ke liye us FD se jo interest aata hai kya mein woh use kar sakta hu mein us FD par zakat bhi nikal ta hu aur abhi maine hamare arbi padane wale Hazrat see pucha tha hamare Hazrat puch kar bataya ki mein paise tax light bill bachhe ke school donation ke liye our other activity ke liye use kar sirf woh paise ghar mein use nahi kar sakta hu jaise khane pine ke liye

A: Fixed deposit me paisa rakhna jaaiz nahi he. Is se taubah kare aur us ku khatam karde. Interest ke paise ka istimaal karna jaaiz nahi he. Us ko sadaqah me de de sawaab ki niyat ke begair.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)