"Chordena" kehne se talaaq?

Q: Agar shohar kisi se biwi ke baray mai kahay k mai ne apni biwi ko market mai choorr dia hai yani market mai drop ker dia hy. aur phir us k dil mai khial aye k chorr dena kehnay se to talaq ho jati hai. es ka kia hukam ho ga. kia aisa khial anay se bhe nikah per koi faraq paray ga

A: Agar uski niyyat talaaq dene ke nahi thi aur ye lafz "chordena" aapke yahaa muta`addad ma`aani keliye istimaal hota he to talaaq nahi huwi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: