Khwab me dekha k mein pahaar par char raha ho

Q: khwab dekha k mein pahar pay char raha ho aur bhut easily char raha ho koi, takleef nahi hain charne mein aur neechay bi dekh raha ho. Pahar se waha pe ek aur bhi shakhs araha hain jo mera classmate hai. Waha pahar pay ek rasta bhi bana huwa ta jo very easy rasta ta. Pahaar pey charne keliye mein usi rastay pay jana upar shoro karta ho but aisi duran mein jag jata ho. Please ais ki koi tabeer hai to bata de. Yeh khwab mein ne namaz fajar se thori dher pehle dekha hain.

bismillah.jpg

A: Deen ka raasta owr taraqqi aap ke lia aasaan banaya jaaiga. Lekin us ku haasil karne ke lia aap apni zindagi ku Sunnat ke mutaabiq guzaardo owr dowsro ku neechi nigah se ne deekho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: