Aqeeqah dobarah karna

Q: Agar aik baar aqiqa kar lia jae laikin sahi sy perform na hua ho. Ya sahi sy perform hua bhi ho. Tou kia dubara aqiqa kia ja sakta hai? Mai apni beti aur uski maa k liay dubara aqiqa karna chahta hun. Kia ye sahi rahy ga ya sadqa zyada behtar rahy ga?

A: Jub aqeeqa hogaya to doosri dafa karne ki kiya daroorat. Aqeeqa sirf eik dafa karna mustahab he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)