Qarzdaar par qurbaani waajib hoti he?

Q: Jis per qarz ho us per qurbani wajib hoti hy? Qurbani se pehle qarz ada krna lazmi hy ya jis k pass na ho us per b qarz le kr qurbani jaiz hy, ya qarz le kr qurbani kar sakte hy?

A: Agar qarz adaa karne ke liye paise na ho aise aadmi par qurbaani waajib nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)