Kapra napaak hone ki wajah se namaaz ko qadha karna

Q: Agar mazi ya wadi key qatrey daftar me me nikal aaye aur namaaz ka waqt ho raha he toh isey baghair dhoye ham namaaz nahi parh saktey toh kya ab jab daftar ka waqt khatam honey ke baad jab ghar jayenge tab namaaz parhenge zuhar aur asr qaza karni paregi kya shar'ee hukm he bata de take namaaz qazaa na ho.

A: Namaaz ko qadha karna bohot bara ghunaa he. Agar dhona mushkil he to aap doosre kapre ko saat rakhe. Jab namaaz ka waqt ho to us paak kapre ko phen kar namaaz parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)