Biwi mahr ku maaf karna

Q: Mera nikah 2017 me hua tha par rukhsati nhi hui thi mere husband ki kidney fail hone ki wajah se mau unk sath hospital ar ghar me one month rahi jitna ho sakta tha maine dekh bhal kiya par unki death ho gyi abhi mai iddat me hu .death k baad mehar k bare me mujhse pucha gya to mujhe mehar nhi chahiye tha jb husband hi nhi to mehar mai kya krti to maine mehar maaf kr diya kya mehar maaf krne ka system sahi hai ya galat mujhe kya krna chahiye.

A: Aurat ko mahr maaf karne ka haq he. Jab khushi ke saath mahr maaf kardi he to usko ye haq pohonchta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: