Radhiyallahu anhu kab kehna?

Q: Kuch ahaadis mubaraka m kisi Sahaabi ka nam ata h jsy Hazrat Umar bin Khattab. Ab is m ak confusion h humm radhiyallahu anhu Hazrat Umar k bad lagen gy ya Khattab k bad. Kya unk walid Muslim thy? Agr kisi k walid Muslim nh thy to phir kya hoga?

A: Dono tarah saheeh he. Radhiyallahu anhu ki nisbat Hazrat Umar ki taraf he ne unke waalid ki taraf.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)