Peep kapre par lag jaana

Q: Agar kisi insan ke kaan se ghalaazat (peep) nikle aur kapro par lag jaye aur insan us ghalaazat par paani bahaye aur us paani ke qatre insan ke kapro par par jayen to kya hukm hoga kiyunk us behne wale paani me ghalaazat (peep) bhi to saath hogi?

A: Peep na paak he. Agar kapre par lag jaai to us jage ko achy tarah dhole paani ke saat aur phir nichor de. Is tarah karne se kapra paak hojaaega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)