Masbooq thana se shuroo kare ya Surah Faatihah se?

Q: Agar banda namaaz ba jamaat me doosri, teesri ya aakhiri rakat me shaamil ho to wo sana parhe ga ya sirf surah faatihah? Aur jab imaam salaam pher de ga to wo kaha se parhna shuru kare ga?

A: Ayse aadmi ko masbooq kehte he. Masbooq jab apne fowt shuda rakaat keliye khare ho jaaye to thanaa se shuroo karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)