Kapre ke dhone ke ba'd napaaki ka nishaan kapre par baaqi rahe to kiya kare?

Q: Agar mani kharij hokar kapde par lag jaye aur kapra dhoone (paak karne par) bhi nishan baqi rahe (kapra 2 martaba paak kiya nishan nahi gaya) to us kapre ko pehen kar namaz ho jayegi ya nahi?

A: Agar naa paaki ka poora asar nikal gaya to kapra paak hogayaa aur us ke saat namaaz parna jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)