Humbistari se kab ghusal waajib hota?

Q: Agar koi hambistari karta he aur kuch discharge nahi hota achaanak koi kaam par gaya to baahar jaana para to napaak hogaya ya nahi?

A: Agar us ne apni sharamghaa ko biwi ki sharamghaa me daakil kiya, to wo na paak hogaya aur ghusal us par waajib howa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)