Khaab ki Tabeer

Q: Mein ajeeb uljan mein ho koch b samj mein nahi araha hain yeh choti dafa hain keh mein same khwab dekhta ho but different tareke se. Mein ne khwab dekha keh juma (Friday) ka din hain aur mein ek imam k peechay namaz par raha ho to woh imam bahut tezi se namaz parta hai aur mein b namaz par raha ho per imam koch tez hi parta hai aur meri namaz mein khalal hone lagta hain but mein namaz ko pura karta ho aur 2 rakat parta ho to parne ke baad imam k pass jata ho aur kehta ho keh ap ne namaz aitni jaldi kio parlee ap namaz dubara paryee aur waha pe ek aur admi b bolta hain ha ap dubara paryee namaz imam sahab to jub mein use admi ki taraf dekhta ho to mera uncle yani chacha hota hain. agar ais ki koi tabeer hain to share kare. timing fajar 3:45.

bismillah.jpg

A: Buzrugaane Deen ki suhbat iktiyaar kar owr ayse logo ke saat raho jo neak he owr aap ku Allah Ta'ala ki taraf saheeh rehbari kar sake.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: