Exam ki tayyaari ke liye YouTube par lectures dekhna

Q: Mein ek exam ki tayyari karta hun aur us ke liye youtube par lectures upload hote hai. wo lectures wo student upload karte hain jo kisi online study package ko kharidte hain lekin un lectures ki vailidity 12 month hi hoti hai lekin student un lectures ko youtube par upload kar dete hai. kya mein un lectures se study kar sakta hun. lkn meine un lectures ke liye uske owner ko koi fees nahi dee hai...

A: Jaandaar cheezo ki tasweer banaana ya dekna haraam he. Lihaaza is tarah ke video dekna bhi  jaaiz nahi he. Hadith Shareef me sakt waeed aayee un logo ke liye jo in ghunaaho me mubtalaa hote he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)