Biwi ko apni zakaat apni maal se adaa kare

Q: Mujhy ye puchna tha k mujhy shadi par 14 tola sona mila hy lekin mery husband ki income sirf 14000 hy aur main job wagaira kuch nhi krti. Zakat zyada banti hy jb k 14000 mein sy apni zaruriyat poori krny k bad kuch b paisy nahi bachty. Aisy men zakat kaisy di jaye aur ye dena shohr ya biwi kis pr farz hy?

A: Aapki zakaat aapki maal se adaa kya jaye. Khaawind ke maal se nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)