Fajr ki sunnate ki qaza

Q: Agar imam sahab masjid me fajar ki namaz jamat see parha rahe ho, aur wo doosri rakat me attahiyat me baithe ho aur me jamat me jor gaya, aur me ne abi fajar ki do rakat sunnat nahi padi, to mujhe sunnat namaz kab parhni chahiye aur niyat kya karni chahiye?

A: Ab woh sunnat saaqit ho gayi. Ab to nahi parhi jaayegi. Agar aap chaahe to do rakaat nafl ki niyyat se uski jageh parh sakta he ishraaq ke waqt me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: