Safar ki haalat me qasar ki namaaz parhna

Q: Me rozana naukri ke liye ghar ke shaher se doosre shaher jato ho, jiska faasla 110 km he, aur phir ghar wapas ata ho 110 km, rozana 220 km safar hota he, kya mujhe rozana puri namaz ki rakate padni chahiye ya phir qasar ki 2 rakat namaz padni chahiye, me 2 saal se ye safar karraho ,me ne puri namaz padi he, qasar ki nahi.

A: Safar ki haalat me qasar parhega aur makaan pohonchne ke bad poori namaaz parhega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: