Biwi showhar ke baghair hajj karna

Q: Kya shohar ke bagair aurat umrah ya haj ja sakti hai. Isi tarah shohar ke baghair shohar ki ma ke saat jet (shohar ka bada bhai) ke ghar jaana shariyat me jayaz hai. 

A: Uski ijaazat ke saath ba shart ye ke uske koi mahram bhi saath ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)