Paise ke liye dua maangna

Q: Kiya Allah Ta'ala se mai paisa maang sakta hu yani mai Allah se aisa dua maang sakta hu ki aye Allah tu mujhe itna paisa dede ya ye kahe ki tu mere liye aasman se paisa bhej de.

A: Ayse dua nahi karna chaahiye. Ye to be adbi he. Balke barkat ki dua kare. Allah Ta`ala aapke dharooriyyat aur hawaaij ko poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)