Qarz ko ada na kar sake to kiya kare?

Q: Agar koi shakhs qarz me doob jaye aur uski aamdani itni na ho ki us se apne ghar ka kharcha ke saath saath qarz ada kar sake to keya kare?

A: Qardh kha ko kehde ke tumhaara poora iraadah he adaa karne ka lihaaza tujhe kuch muhlat de taake aasaani se qardha aur kharcha dono ko ada kar sake.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)