Qasam khana ke agar mushtzani karega to hone wali biwi par 3 talaaq

Q: Agr main ye kaho ky agr main ny 2 month tak mushtzani ke to main jis sy shadi karo wo muj pr 3 bar talaq. Ab agr main moshtzani karo to agr main shadi karo to talaq hojayge ya nahi?

A: Aysee shart nahi karna chaahiye. Agar lagaayi aur mushtzani ki to talaaq ho jaayegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)