Zillat se nikana

Q: Main zillat se niklana chahti hoon log mere izzat nahin karte kya sari zindagi zillat ke samna rahe ga aur marne ke baad bhi kiya mere mathe par zillat likh di gayi hai kiya mujhe maafi nahi mil sakti?

A: Aysa sochna koi achcha kaam nahi he. Pehle zamaane me bhi jo sanjeeda aur achche log the woh doosre logo ke nazdeek unki izzat nahi thi. In cheezo ki taraf bilkul dhiyaan na do. Jab Khuda ke yahaa izzat he to auro ki izzat ki kya zaroorat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)