Maghrib ki azaan se pehle naat parhna

Q: Kia maghrib ki azaan se pehle naat parhna saheeh hai? 

A: Us waqt me to namaaz ki tayyaari karni chaahiye. Namaaz ki tayyaari me jo mukhil he to us se ihtiraaz karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)