Baap ke paise se gaari khareedna us ke ijaazat ke beghair

Q: Me apne Abu ke saath kaam karta hu. Mere paas apni gaari thi. Mene Hajj karne ke liye apni gaari bhej kardi he. Ab me apne Abu ke paiso se gaari kharid sakta hu beghair bataaye?

A: Ye jaaiz nahi he. Waalid ke paise lena us ki ijaazat ke beghair khiyaanat he aur khiyaanat haraam he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)