Taalib-e-ilm lowgo ko bataana ke kitne para hifz huwa

Q: Jo taalib-e-ilm Quran hifz kar rahe he, unhe aksar log poochte he ke kitne para hifz kiye? Taalib-e-ilm ko sach sach bata dena chahiye? Kiyun ke khabi khabar aisa bhi hota nazar lag jati he to is soorat me har ko kiya kaha jaya?

A: Wo un ko bataade ke Khuda ke fazal se itna huwa. Insha Allah is tarah kehne se nazr-e-bad se bach jayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)