Ghusal karte waqt reeh khaarij hojana

Q: Doran-e-ghusal agar hawa kharij hojaye to kiya ghusal ho jata he? Ya ghusal ko dobara se shuroo karna parta he? 

A: Ghusal e janaabat to hojaaiga. Lekin reeh khaarij hone ke bad agar wudu ke aazaa jin ka dhona farz he wudu me, un ko nahi dhoya aur sar ka masah nahi kiya, to wudu nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)