Qasar namaaz ki qaza kaise kare?

Q: Agar hum safar me qasar namaaz nahi parh sake to uski qaza kaise ada kare aur kiya niyyat kare? Jaise ke agar zuhar ki qasar namaaz nahi parh sake to phir qaza kaisa ada kare aur niyyat kiya kare?

A: Agar koi namaaz qaza huwi safar me aur aap us ki qaza kar rahe hazar me to aap safar ki namaaz parenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)