Qasam torne ka kaffarah

Q: Meri umer 18 saal he or me ne khauf me apne waalid se jhoot bol diya or Allah ki qasam khaa li he. Me sharminda hu aur me ne Allah se or apne waalid se maafi mangi he lekin is ka kaffara kiya hoga?

A: Agar qasam kisi kaam karne ke baare me tha mustqbil me aur usko nahi kya to qasam torne ka kaffarah ye he ke das miskeeno ko do waqt khana khilaana, ya har eik ko sadaqatul fitr ka miqdaar dena ya har eik ko kapra pehnana.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)