Tahajjud namaaz

Q:

1. Tahajjud ki namaz ki adaegi ke liye witr (3) rakat ka tahajjud ke waqt tak keliye muakkar karna zaroori he? Is tarah ke bila tahajjud ki namaz ada hogi ya nahi?

2. Tahajjud ki namaz ka durust tareeqa or rakaate bata de.

A:

1. Nahi. Esha ke bad parh sakte he.

2. Tahajjud ka behtar waqt raat ka aakhiri hissa he subh saadiq se pehle. Tahajjud keliye 2 se 8 rakaat tak parh sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)