Larka larki ek doosre ke jism ko touch karna

Q: Agar koi larki kisi larka ko touch kare or uske saat zina karna wali harkate kare matlab larka ke jism ke saat apna jism ragra to kia larka zina kar baitha he ke nahi

A: Ye bhi eik tarah ka zina he. Dono ko chahiye ke tawba kare aur phukta azam kare ke aainda wo ye ghunaa nahi karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)